Totka For Good Health In Old Age | Lal Kitab






totka for health

Lal kitab ka bahut chamatkari totka jo ki old people ke liye bahut kaam ki cheez hai.

Agar aap ko budhape mein kai bimari lag chuki hai ya phir aap chahate ho ki aapko budape mein koi bhi bimar na lage to aap aaj se hi is upay ko shuru kar dijiye aapko bahut chamatkari result milega.

Aapko gayatri mantra ko bolna hai aur peepal ke tree ki parikarma karni hai aise aapko 11 baar gaytri mantra bolna hai aur 11 baar hi peepal ke ped ki parikarma karni hai aur end mein aapko jala chada dena hai aur agarbattti laga deni hai (jal ka lotta aur agarbatti jala kar hath mein rakhni hai parikarma karte hue wakt).

Ye aapko daily karna hai aur naha dho kar karna hai aapke sabhi tarah ke rog theek honge aur aapke upar agar koi upar hawa ya buri najar hai to wo bhi door ho jaaygi.

Agar aapko takleef jyada hai aur takleef black magic se related hai to aap ye kaam karne ke baad wahi par aasan laga kar ke ek path "hanuman chalisa" ka jaroor kare aapko bahut labh hoga aur agar koi dushman nuksan kar raha hai ya aapke upar tantrik kriya kar raha hai ya kisi tantrik se karwa raha hai to reverse ho jaayga.