Barkat Nahi Hone Par Ye Handi Totka Kare
Handiya ka totka bahut hi simple aur asardar hai. Is ko karne se agar kisi ne aapki dukan ya phir aapke ghar mein kuch kar diya hai ya aapko kuch khila pila diya hai to uska asar dheere dheere khatham ho jaayga.
Shani, rahu aur ketu ke dushprhabh se bachne ke liye bhi aap ye totka kar sakte hai.
Totka- Ek handiya mein sawa kilo sabut hari moong, doosari handiya mein sawa kilo namak bharkar dono handiya ko ghar mein kahi rakh de. Aisa budhvar ke din kare aur ek baar hi karna hai.
Aapko chamatkar dikhega aur ghar mein barkat hone lagegi.
Nitin Kumar