Totka Dushman Se Mukti Pane Ke Liye (Remedy For Get Rid Of Enemy)





dusham se peecha chudane ke totka upay


लाजवर्त पत्थर के लाभ | Benefit Of Lajwart



Kya Aap Apne Dushman Se Dukhi Ho???

Aap apne dushman ko jaan se marne, uska nash karne, usko shant karne aur vash mein karne ka upay ya totka dekh rahein to is post mein diya gaya upay aapke kaam aa sakta hai.  Aap apne dushman ko sabak sikhana chahate hai ya chukara pana chahate hai to is post mein diye gaye upay ko aajmay. Is upay ko karne ke baad aapka dushman aapke saamne haar maan lega aur aapki life se humesa ke liye nikal jaayga ya door bhag jaayga.


Aajkal har kisi ki jindgi mein koi na koi dushman bana hua hai aur majje ki baat ye hai ki dushman aur koi nahi ghar ka hi hota hai chacha-chachi, bhai-bhabhi, devrani-jaithani aur ya phir koi najdeek ka ristedaar ya business partner.  

Aap Apne Dushman Se Badla Lena Chahate Ho??

Aajkal jyadatar dushmani paiso ko lekar ke hoti hai aur ghar parivar mein jameen aur jaayadaad ko le kar ke hoti hai aur aajkal aay din sunane mein aata hai bete ne maa-baap ka khoon kar diya jameen-jaaydad ke laalach mein aa kar ke aur baad mein puri jindgi jail mein nikalti hai.  Aajkal bahar dushman kam hote hai balki ghar mein aur office mein or ristedaar hi dushman ban jaate hai.


Kabhi kabhi insaan ka kudh ka bhagya bhi uska dushman ban jata hai kyuki har jagah usko maayusi milti hai aur kyuki uska bhagya uska sath hi nahi deta hai to parinaamswaroop uske bahut sarein dushman ya phir aise logo ki sankhya bahut bad jaati hai jo usko pasand nahi karte hai kyuki aap sab jaante hai ki jiske pass aaj accha business hai aur paisa hai log usko hi poochte hai aur jiske pass kuch nahi hai usko koi nahi poochta hai.


Dushman Se Bachne Ka Upay


1.  Dushman se bachne ke liye ya uske dwara kiye ja rahein kaale jadu se bachne ke liye aap rozana hanuman chalisa ka path karein aur mangalwar ko hanuman mandir jaroor jaay.  Aisa karne se uske jariye kiye jaane wala black magic ka asar aap pr nahi hoga.


2.  Mangalwar ke din apne upar se 7 baar roti ko ghuma kar ke gaay ko khila de.


Dushman Ko Barbaad-Tabah Karne Ka Upay/Totka


Yadi aapka dushman aapko paresaan ya tang kar raha hai to aap ye aasan aur kargaar upay kar sakte hai. Aapko shaniwar ke din ek roti par apne dushman ka naam likhna hai aur phir us roti ko kale kutte ko khila deni hai. Aapka dushman dheere dheere barbad ho jaayga. 


Yadi aapka dushman koi adami hai to aapko roti kaale kutte ko khilani hai aur yadi aapki dushman koi aurat hai to aapko roti kaali kutiya ko khilani hai.


Ye upay karne par aapka naya dushman ho chahe purana dushman ho wo aapko tang nahi karega.

Aapke dushman ne aap par tona-totka kiya hua hai to aap ye upay jaroor karein.


Neeche diye gaye link ko click karein aur padein:-

Dushman/Shatru Se Badla Lene Ke Totke


Destroy Your Enemy


You need to write your enemy's name on chapati with the help of black sketch pen on Saturday and give it to black dog to eat it. This will destroy your enemy slowly slowly.

For male enemy you need to give chapati to black dog and for female enemy you need to give chapati to black bitch.