Chandra Parvat Ka Ubhar
1. Ativiksit:- Chandra parvat ka ubhar adhik hone pr vykti aalsi ho jata hai tatha khyali pulaav pakaane lagta hai. Kabhi kabhi hath ke anya lakshan khrabh ho to pagalpan ki harkein karna, swayam hi badbadana itayadi batein bhi ghathit hoti hai, kahane ka matlab manorogi hota hai.
2. Aviksit:- Chandra parvat dabba hua ho to kalpanao ka abhaav, durdrishta nahi, naye awam molik vicharo ka abhaav, swarth awam nisthurtha ki bhavna bad jaati hai. (Nitin Kumar Palmist)
3. Bimariya:- Chandra parvat par bimari ki chinha hone pr vykti chidchida, sirdard, pagalpal, daurey padna, pathari hona, aato ki bimari, mootra rog aur madhumeh.
4. Rojgaar:- Kala, kaavya, jaliya vyvsaay, yatra sambhandhit naukari, sikhshak, aur lekhan.