सपने में विदेश में होने का मतलब




Sapne Mein Videsh Mein Jana


Sapne mein apne aapko videsh mein ghoomta hua dekhna ya phir sapne mein videsh jana ye ek shubh sapna hai.  Bahut baar vykti sapne mein achanak dusare desh pahuch jata hai aur waha apne aapko kaam karta hua ya ghoomta hua dekhta hai.


सपने में विदेश में होने का मतलब Sapne mein apne aapko videsh mein ghoomta hua dekhna ya phir sapne mein videsh jana ye ek shubh sapna hai.


Agar vytki sapne mein videsh chala jata hai to iska matlab hai ki jaldi hi shubh samachar prapt hongey aur naukri mein tarakki hogi aur agar koi lambi yatra karne wale ho to us mein labh hoga.

Agar vykti videsh jata hai aur waha uski mrityu ho jati hai to ye ek bura sapna hai aise mein vyki ko vishwasghat ka samna karna pad sakta hai.  Uska koi najdeeki hi usko dhoka de sakta hai.

Videsh ja kar shadi kar lena ye ek shubh sankete hai aise mein vykti ko dhanlabh hota hai aur jyadatar aisa dhanlabh lottery, share market, ya shortcut ya aasani se milne wala paisa hota hai.

Sapne mein videsh mein business ya job/naukri karne ka matlab hai aapko jaldi hi new naukri milne wali hai ya phir new business start hoga.


Nitin Kumar