Masse Sukhane Ka Saral Upay Aur Totka

Masse Sukhane Ka Saral Upay Aur Totka

मस्से सुखाने का सरल टोटका 

मस्से सुखाने के लिए शरीर पर जितने मस्से हों, उन्हें गिनें और उतनी ही संख्या में साबुत काली मिर्च के दाने लें और फिर शनिवार की संध्या को कहीं पर रख आएं। फिर रविवार की सुबह उन्हें लाकर, सफेद सूती कपड़े की पोटली में बांधकर गले में लटकाएं तथा कुछ देर तक पोटली को गले में पहने रहें। तत्पश्चात् गले से उतारकर उसे किसी चौराहे पर डाल आएं। मस्से धीरे-धीरे सूखने लगेंगे।

Masse Sukhane Ka Saral Totka

Masse sukhane ke liye sharir par jitane masse ho unhe count kar ke aur utani hi sankhya mein sabut kaali mirch ke daane le le aur phir shaniwar ki shaam kahi kisi bhi jagah par rakh de aur phir Sunday ki subah unhe le kar safed sooti kapde ki potali mein bandh kar gale mein latka le aur kuch dair tak potli ko gale mein pahane rakhe aur phir gale se potali utarkar kisi chorahe par daal de.  Aapke masse dheere dheere sookhne lag jaayenge.

पढ़ें - कालसर्प दोष का उपाय