Kaamshakti Rekha Hastrekha ( Lust Line In Palmistry)
Vasna Rekha ko sahayak budh rekha, kaambhavna rekha, hawas rekha aur angrezi mein via lascivia line bhi bolte hai. Ye budh rekha (swasthya rekha/health line) ke sath uske samantar aur jeevan rekha ke andar se shukur parvat se gol ghoomti hui chandra parvat par aati hai .
Yadi ye dono hatho mein paai jaay to vykti mein dhan aur wasna ki ikccha adhik ho jaati hai aur aisa vykti anetik sambhandh banata hai. Ye rekha swasthya rekha pr aay hue dosho ki marmmat athwa unko door karti hai lekin is rekha ka khud ka accha aur doshrahit hona chahiye.
1). Budh parvat tak pahuchne pr ya rekha vykti ko bhagyashaali, kushaal vakta avam chatur banati hai lekin aise vykti ka charitra accha nahi hota hai.
2). Is rekha ke swasthya ya budh rekha ko katne pr vykti ko leever bhookh na lagna, awam atibhog ki karan swasthya gira rahna sambhandhi rog hote hai.
3). Is rekha ke end mein do shakha hone pr vykti bhogi, aalsi, aur bimar ho jata hai.
4). Is rekha se udit koi shakha surya rekha ko kaat deti hai to dhan maan haani hoti hai aur yadi ye rekha surya rekha mein mil jaay to vykti ko dhanlabh hota hai.
5). Is rekha ke lahardhaar hone pr vykti ki soch blaatkaari ho jaati hai tatha wah apne charitra ki wajah se dhan aur maan sabh kho deta hai.
Nitin Kumar Palmist
(http://indianpalmreading.blogspot.com)