Government Job/Sarkari Naukari Ka Yog Aapke Hath Mein Hai Ya Nahi
Aaj har maa-baap ye hi chahate hai ki unke bete ki sarkarni naukari lag jaay to isliye jyotishi se unka sabse pehly swaal ye hi hota hai ki mere bete ya beti ki sarkari naukari lagegi ya nahi?
Agar aap sarkari naukari ke liye taiyaari kar rahein ho aur sarkari naukari ke liye exam de rahein ho aur aap janana chahate ho ki wo aapko sarkari naukari milegi ya nahi to aapko apni hath ki lakeero ko dekhna hoga.
Agar aapke hath mein sarkari naukari ke yog hai to aapko jaroor hi sarkari naukari milegi.
Agar aapke hath mein acchi surya rekha hai to nischit hi aapko sarkari naukari milegi.
Adhik jaankari ke liye aap is post ko padein jis mein vistar se bataya gaya hai ki hath mein wo kon se yog hote hai jin se vykti ko sarkari naukari milti hai - Hath Mein Sarkari Naukri Ke Yog
Sarkari Nokri Kaise Hasil Karein
Aaj Bharat mein har insaan chahata hai ki usko sarkri naukri mil jaay aur iske liye bahut baar exam bhi deta hai lekin usko safalta nahi milti hai karan bharat mein badta bharshtachaar aur riswastkhori jiski wajah se pade-likhe vykti ko bhi nokri nahi milti hai.
Govt. Job Bahrat mein limited hai aur pade-likhe berozgaaro ki sankhya bahut jyada hai isliye ye possible nahi ki har insaan ko sarkari naukri mil jaay.
Aaj har mata pita ka ye hi swaal hai ki baccha bahut mahnet karta hai aur competition mein pass bhi ho jata hai lekin interview mein pass nahi hota hai.
Bharat mein sarkari naukri ke liye log adhikatar railway, bank mein paryas karte hai aur kyuki waha pr pehly se bhi bahut jyada bheed hai logo ki isliye nirasha hi hath lagti hai.
Aajkal sarkari kaam-kaaz online hota hai jiski wajah se bhi sarkri employment kam ho gayi hai jaise aaj kal har result ya sarkari aukri ya exam ka result online hi dekha ja skata hai.
Sarkari Naukri Prapt Karne Ke Liye Aap Ye Saral Upay Kr Sakte Ho :-
1. Aapko niymit suraj devta ko jal dena hoga.
2. Aapko go-mata ko rozana subah apna bhojan karne se pehly roti khilani hogi.
3. Aapko rozana peepal ped mein jal dena hoga.
4. Aapko mangalwar ke din thoda sa gud lena hai aur apne sir ke upar se 7 baar ghuma lena hai aur phir usko kisi sunsan chaurahe pr rakh dena aur prathana kr leni hai ki jaldi noukri lag jaay. Ye sarkari naukkri prapt karne ka achuk upay hai.