Kaali Mirch Ke Totke Shani Sade Sati Ke Liye


Ghar mein agar buri najar lag gayi ho to 5-7 kaali mirch ko sarso ke tel ke diye mein daal kar kr jala de aisa karne pr ghar pr lagi buri najar door hogi.

Kali Mirch Ke Upay Karne Se Aapko Shani Ki Sade Saati Mein Labh Hota Hai.



1.) Kaale kapde ki thaili mein kuch kaali mirch aur paise daal kr ke shaniwar ko daan kar de.


2.) Ghar mein agar buri najar lag gayi ho to 5-7 kaali mirch ko sarso ke tel ke diye mein daal kar kr jala de aisa karne pr ghar pr lagi buri najar door hogi.


3). Dhan prapti aur karza utarana ke liye aapko ye upay karna chahiye.  Shaniwar ke din 5 kaali mirch leni hai aur kisi sunsan chaurahe pr chale jana hai jaha aapko koi dekhey na aur aapko apne sir ke upar se clockwise 7 baar ghuma lena hai aur ab aapko 4 kaali mircho ko charo dishao mein faik deni hai aur bacchi hui last 5th kaali mirch ko aasmaan mein faik dena (wo apne aap neeche jameen mein gir jaaygi) aur ab aapko wapis ghar chale jana hai.  


Aisa aap har shaniwar ko kar sakte hai ya mahine mein ek baar bhi kar sakte hai.

Agar aapki koi bhi samasya hai jaise marriage, career, naukari, astrology, black magic, tona totka, parivar, dushman, business, ya aur koi bhi samasya hai to neeche di gayi post ko padein yaha par sabhi tarah ki problem ka solution aur upay diya gaya hai.