Brihashpati Ya Guru Parvat - Hastrekha
Brihaspati Parvat/Guru Parvat Ka Ubhar
(1) Ativiksit:- Brhaspati parvat ke atyadhik ubhar lekar viksit ho jaane pr vykti ahankaari, jhooti shaan ke liye atyadhik kharcha karne wala hota hai.
Dusaro ko neecha dikhane mein koorta ka bartaav, irshaalu, dwesh, awam swarthi hota hai. (nitin kumar palmist)
(2) Aviksit:- Jab Brishpati parvat actyadhik daba hua hota hai to guru parvat ke molik guno ka vikas nahi ho pata hai. Vykti nastik hota hai. Us mein natritva ki yogyta nahi hoti hai. Heenbhavna se garshit hota hai. (Nitin Kumar Palmist)
(3) Guru parvat aur bimariya:- Pachan tantra khraabh hona, liver, mirgi, peeliya, motapa, apach, aur insomnia aadi rog hote hai.
(4). Guru parvat par kala til hona badnami ka soochak hai.