Atyadhik Viksit
Yadi surya parvat atyadhik uttha ho ya atyadhik pusth ho jaay, atyadhik ahankaar ho, irshya parvati, khushamad avam apni tareef sunna pasand ho, hridhya rog paresaan karta ho, asthi rog, jwar aadi ki peeda hoti ho to ye upchar karein:-
Upchar
1. Shaniwar ko ratri mein 250 gram gehu bhigo de aur ravivar subah bheegey hue gehu aur 100 gm gud gaay ko khailay. Aisa niymit roop se har ravivar ko karein.
2. Laal kapde mein gehu, gud, tamba, laal chandan, aur gulaab ka pushp rakhker mandir mein daan kar de. Ravivar ke din daan karna hai.
Atyant Daba Hua

Yadi surya parvat atyadhik daba ho rookha ho ya pilpila ho to vykti ka kisi karya mein man nahi lagta hai aur uski kisi baat ko mahatv nahi milta hai tath samman kam milta hai, sarkari naurkri mein paresaani rahti hai aur pita se anban rahti hai.
Upchar
1. Ravivar ko subah suryoday se ek ghante ke bheetar sawa paanch ratti se chah ratti ke beech ka manikya swarna ki anghuti mein anamika ki ungli mein dharan karein. Ratna nahi pahan sakte ho to swetark ki jad ko laal kapde mein bandhkar dharan kar sakte hai.
2. Subah aur shaam laal rang ki bottle ka taiyaar paani ka sevan 2-2 chammach nitya seven karne se labh hota hai. Laal rang ki bottle mein paani bhar kar ke ghar ki chatt pr rakh dijiye taaki us pr suraj ki roshni aur dhoop direct padti rahein aur paani charge ho jaay aur phir paani jab charge ho jaay tab usko istemaal roz karein.