Hath Mein Bahut Jyada Lines Hona
Agar aapke hath mein bahut jyada lines hai to iska matlab hai aap ki life mein bahut jyada problems hai. Jis ke bhi hath mein rekhao ka jaal hota hai wo vykti bahut paresan rahta hai aur uski paresani khatam hone ka naam nahi leti hai. Aisi koi jagah nahi hoti jaha se usko paresani nahi ho health, shadi, marriage, bacche, children aur khastor par career aur naukari se wo vykti bahut jyada paresan hota hai.
Naukri lagti nahi aur lag jati hai to baar baar choot jaati hai. Ek jagah jyada dair tak kaam nahi kar pata hai.
Jis vykti ke hath mein bahut sari lines hai us vykti ka apne parivar se sambandh theek nahi rahta hai aur wo vykti depression mein hi rahta hai aur uska kisi kaam mein man nahi lagta hai.
Similar Topic Padein- Rahu Lines On Hand In Palmistry
Aise vykti ko daan-punya karna chahiye aur "aditiya hridyam" ka path daily jaroor karna chahiye.